मैंने सोचा ये वाक्य को दुसरे तरीके से देखा जाये तो आज भारत में माओवादी हाहाकार मचा रहे हैं, यहाँ भारत की मौत हो रही है | जात पात का इतना बोल बाला है की जन गणना भी जाती आधारित होने वाली है, , यहाँ भारत की मौत हो रही है | प्यार करने वाले युगलों को सरेआम मौत की सजा खाप पंचायतो द्वारा सुनाई जा रही है. नेता लोग अपने वोट बैंक के खो जाने के डर से चू भी नहीं कर रहे, , यहाँ भारत की मौत हो रही है | क्षेत्रवाद में आम आदमी से लेकर नेता तक एक दुसरे पे कीचड़ उछल रहे हैं, , यहाँ भारत की मौत हो रही है | करपशन का चारो तरफ बोल बाला है| सरकारी ऑफिस में बाबु से लेकर चपरसी तक सभी को चाय नास्ता के लिए चाहिए , यहाँ भारत की मौत हो रही है | बेरोजगारी बढ रही है दिन प्रतिदिन , यहाँ भारत की मौत हो रही है | महगाई बढ रही है, यहाँ भारत की मौत हो रही है | कदम कदम पे भारत की मौत हो रही है| अगर हम भारत को इन सब जगहों पे नहीं बचा सकते तो, ऐसी खोखली देशभक्ति का क्या फायदा की सिर्फ फिल्म में कहे एक सेंटेंस "आई आई लस्कर आई भारत तेरी मौत आई" का बुरा माने |
17 टिप्पणियां:
bilkul sahi kaha .
sirf thothi deshbhakti karne walo ko ye sochana chahiye. ki border pe ladana hi deshbhakati nahi hai, desh ki samasyao se ankh band kar ke, deshbhakti ka pakhand karne wale deshbhakat nahi ho sakte hain, kadapi nahi.
बहुत सही बात कही आपने कदम कदम पे भारत की मौत हो रही है|
हमारी सोच गलत हो चुकी है
आशा है आपकी बातों पर विचार किया जाएगा
Sarthak chintan .....aap hi ki tarah har ek bhartvasi sochane lage to shayad is maut se lad kar ek nai Zindgai paai jasakati hai...isame shak nahi!
http://kavyamanjusha.blogspot.com/
bahut ache bhaiya!!
har achhi ya buri cheez ki shuruaat aam aadmi ke ghar se hoti hai shuruaat mai bhale hi lage ki isse kya hoga par jab wo dheere dheere ek ghar se do ghar fir char fir pura muhalla fir shahar fir pradesh fir desh tak pahunchta hai to itna bada ho chuka hota hai ki fir use sambhalna mushkil hi nahi apitu asambhav lagne lagta hai or fir ham dosh dusro par daal kar apne kartavy ki iti shree samajh lete hai
jaroorat hai pahle khud ko sahi karne ki
bhai, mai bhi to isi pe likh raha hoon, india 2047 aur kya hai, yahi to hai: dharm, jaati, bhasha ke aadhaar par desh ke har kone ka batwara, nagrik adhikaaro ka hanan, aur usase upaji trasadi ka varnan. jaldi hi hindi site bhi shuru karne wala hoon.
isme afsos ki baat nahi hai ki apki baato ko kisi ne galat samjha.... par mera manna hai ki vayang unhi logo k samne karna chahiye jo vayang ko samajh paye....
2sre adhyay se bhi sehmat hun ki choti aur ghise pite purane soch wale aur brashtachariyon ki lashkar yani sena
bharat ka khoon kar rahi hai par mujhe ye bikul samajh me nahi aaya ki is samashya ka samadhan kya hai aur 1 lekhar hone k adhar pe aap kya sujhao dete hai....
SuMIT LaL
humm...sahi keh rahe hain...hum apni aur apne aas paas ki chhoti chhoti galtiyon ko sudharein fir desh ko sudharein....neta log ya dusron k bharose nahi chhod sakte hain apne desh ko.....
mnornjn bhaayi naam ke arth ke viprit mnornjn mnornjn men itni gmbhir baat kh dali he ke bs jnaab mzaa aagyaa. akhtar khan akela kota rajsthan
shukriya Akhtar Khan Akela ji.
naam me kya rakha hai. ek kahawat hai aankha ka andha naam nayansukh.
insan ka naam uske aadate ke biprit hi hota hai, ya yu kahe ki insan naam ke biprit gun rakhata hai.
aapne ise pada aur saraha hai. mere liye itna hi bahut mayane rakhata hai.
sach likha hai aapne, chinta jayaj
bulkul sahi likha he dear,
india abhi bhi sahi manyo me aajad nahi hua he,
hindustan me hisdustaniyo ke bich ki ekta kahi kho gae he,
hindustaniyo ki ekta ko jaga do desh fir se aajad ho jayega,
BHARAT MATA KI JAI
JAI HIND
ye bahut sahi bat hai. waise sach bat sabko karwi lagti hai. har admi apne bare me soch raha hai.Sirf bhasan dena hi nakamyabo ka kam hai, har admi neta banna chata hai.
Apne bahut sahi likha hai apne us dost se kahiyega" GET WELL SOON".
ye bahut sahi bat hai. waise sach bat sabko karwi lagti hai. har admi apne bare me soch raha hai.Sirf bhasan dena hi nakamyabo ka kam hai, har admi neta banna chata hai.
Apne bahut sahi likha hai apne us dost se kahiyega" GET WELL SOON".
Get well Soon !!
Get well Soon !!
Il semble que vous soyez un expert dans ce domaine, vos remarques sont tres interessantes, merci.
- Daniel
Daniel !
Je ne suis pas versé en elle, mais je pense que comme un Indien moyen. C'est une bonne chose!
एक टिप्पणी भेजें